|
Poet
Prashant Shrivastava
pecificcreation@yahoo.co.in
All rights are reserved with writer and friendstime.com |
Poetries by
Prashant Shrivastava
haasil
hai aasmaan aur na hi zamien
hum muhabat mein rahe kahin ke nahi
mere izhaar ko uske inkaar kaa darr hai
sochtaa hoon usey mai kuchh kahoon ke nahi
muhabbat ka to naam se bhi darr lagtaa hai
suna hai muhabbat aksar poori hoti nahi
kya pyaar ko is janam mein nibhaa paayenge
pyar ke liye yeh umra zaraa chhoti nahi ??
mai khwaab dekhkar jaagaa hoon, yaa yeh sach hai
kya maine uski aahatein suni hai kahin
|